Ask Mufti Tariq Masood | 361th Session - Masail Ka Hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:05 ) Adalti Khula ki sharai haisiyat kya hai? Nataij aur rulings
(22:20 ) Agar wuzu hone ka yaqeen na ho to kya karein?
(22:40 ) Bade bhai ke chhote bhai par kya huqooq hain?
(27:57 ) Wuzu mein gardan ka masah karne ka sahih tareeqa kya hai?
(29:05 ) Rooh nikalte waqt Surah Yaseen parhne se asani hoti hai?
(30:00 ) Rabi ul Awwal ke rozon ka hukm kya hai?
(30:24 ) Nabi ﷺ ke daur mein muawza nahi tha, aaj imam ki tankhwa?
(35:00 ) Maal ka izhar zaruri hai? Hazrat Umar ra ka sadgi bhara lifestyle
(42:00 ) Larki ki taleem vs shadi – takrao ka sharai hal
(42:25 ) Mufti Taqi Usmani sb smartphone ke khilaf kyun hain?
(43:03 ) Namaz mein ghar ke khayalat aayein to kya karein?
(43:30 ) Kya Mufti Tariq Masood ka koi Hajj group hai?
(45:05 ) Imam apni tankhwa kitni le sakta hai? Sharai had kya hai?
(46:05 ) Sahih Bukhari ya kitab ul ahadith padhna – kya shartein hain?
(1:00:07 ) Quran o Hadis ko tarjuma ke saath padhna zaruri hai?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.